% % Contributor: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Transliterator: Ashok M. Dhareshwar (ADhareshwar@WorldBank.org) % Editor: % Comments: Govind Nihalani film. A cool breeze of a song. % % saa.Nso.n me.n dard, dard me.n saa.Nse.n basii huii (2) ham me.n koii, kisii me.n samaae hue hai.n ham hokar bhii, apane aap ko paae hue hai.n ham ham me.n koii, kisii me.n samaae hue hai.n ham saa.Nso.n me.n dard, dard me.n saa.Nse.n basii huii lete hai.n ab saa.Ns bhii ilzaam ki tarahaa (2) ghar aise bastiyo.n me.n basaae hue hai.n ham ham me.n koii ... basii huii chhoDaa hai ham ko laake mohabbat ne ye kahaa.N (2) apane lie bhii jaise paraae hue hai.n ham ham me.n koii ... basii huii aayaa hai pesh ham se zamaanaa kuchh is tarahaa (2) apane gale se khud ko lagaae hue hai.n ham ham me.n koii ... basii huii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.