% % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Reeta Sinha (librs@emoryu1.cc.emory.edu) % Editor: % % ##hmm hmm## (pUchho naa yaar kyaa huaa dil kaa qaraar kyaa huaa) - 2 tumape to ham mar miTe hai.n abhii se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa ayyyaa ... padminii: aage kyaa hogaa R^ishhi: aage shaadii hamako mil gayii duniyaa pyaar kii maanaa ho gaye tum mere apane phir bhii ye savaal dil me.n ye khayaal naa ho ye kahii.n duur ke sapane ye aitabaar kyaa huaa dil kaa qaraar huA tumape to ham mar miTe hai.n abhii se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa ayyyaa ... padminii: aur phir kyaa hogaa R^ishhi: e paarTiyaa.n daavate.n apane paas kyaa aramaa.n ke sivaa yuu.N to mai.n tumhe.n aur kyaa duu.ngii zo bhii hai meraa mai.n aur meraa pyaar tumape ek baar sab luTaa duu.ngii chaahoge to mai.n dekhuu.ngii tumhe.n kahadoge to phir sar jhukaa luu.ngii haay diladaar kyaa huA dil kaa qaraar huA tumape to ham mar miTe hai.n abhii se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa ayyyaa ... ko: vaah vaah ... padminii: are baabaa tum bhii to kuchh bolo naa R^ishhi: ye baat hai to suno chho.Do jaane jaanaa tum bhii ho kahaa.n ghabaraate nahii.n ham zamaane se dekho to idhar kisakaa hai zigar ulajhe aapake is dIvaane se ho ulajhe hazaar kyaa huaa ai mere pyaar kyaa huaa apanii khushii hogii ye zi.ndagii bhii isake sivaa aage kyaa hogaa ayyyaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.