% % Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % % maaii ne maaii maaii ne maaii mu.NDer pe tere bol rahaa hai kaagaa - 2 jogan ho gayii terii dulaarii man jogii sa.ng laagaa maaii ne maaii mu.NDer pe tere bol rahaa hai kaagaa jogan ho gaI terii dulaarii man jogii sa.ng laagaa chann maahiye chann maahiye mere Dol sipaiye cho: chann maahiye chann maahiye mere Dol sipaiye 1) chaa.Nd kii tarah chamak rahii thii us jogii kii kaayaa mere dvaare aakar usane pyaar kaa alak jagaayaa apane tan pe bhasm ramaa ke - 2 saarii rain vo jaagaa jogan ho gaI terii dulaarii man jogii sa.ng laagaa sun hiriye nach hiriye nach ke ra.ng zamaa - 2 2) mannat maa.Ngii thii tune ik roj mai.n jaauu.n bihaayii is jogii ke sa.ng merii tuu kar de ab ku.Damaayii in haatho.n me.n lagaa de me.nhadii -2 baa.Ndh shagun kaa dhaagaa jogan ho gayii terii dulaarii man jogii sa.ng laagaa maaii ne maaii mu.NDer pe tere bol rahaa hai kaagaa jogan ho gaI terii dulaarii man jogii sa.ng laagaa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.