% % Contributor: Porky (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % sunayanaa sunayanaa sunayanaa sunayanaa aaj in nazaaro.n ko tum dekho aur mai.n tumhe.n dekhate hue dekhuu.n mai.n bas tumhe.n dekhate hue dekhuu.n 1) pyaarii hai.n phuulo.n kii pa.Nkhu.Diyaa.n par terI palako.n se pyaarii kahaa.n phuulo.n kii khushabuu se kii dostii ki inake ra.ngo.n se yaarii kahaa.n sunayanaa, aaj khile phuulo.n ko tum dekho, aur mai.n, tumhe.n ... 2) uu.Nche mahal ke jharokho.n se tum ambar kii shobhaa nihaaro zaraa ra.ngo.n se ra.ngo.n kaa ye mel tum aa.Nkho.n se man me.n utaaro zaraa sunayanaa, dUr aasamaano.n ko tum dekho, aur mai.n, tumhe.n ... 3) lo din Dhalaa raat hone lagii taaro.n kii duniyaa me.n kho jaao tum mai.n jaag kar tumako dekhaa karuu.n so jaao tum tho.Daa so jaao tum sunayanaa, aaj miiThe sapano.n ko tum dekho, aur mai.n, tumhe.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.