% % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Mahesh Saptarshi% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % tuu hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako jaan re, jaan re, in saa.nso.n me.n bas jaa tuu chaa.Nd re, chaa.Nd re, aajaa dil kii zamiin pe tuu chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tuu yaa phir aisaa kar, dharatii se milaa de mujhako tU hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako in saa.nso.n kaa dekho tum paagalapan ke aaye nahii.n inhe.n chain mujhase ye bolii mai.n raaho.n me.n terii apane bichhaa duu.n ye nain in uu.Nche pahaa.Do.n se jaa.n de duu.ngaa mai.n gar tuum naa aaii kahii.n tum udhar jaan ummiid merii jo to.Do idhar ye jahaa.n chho.Duu mai.n maut aur, jindagii, tere haatho.n me.n de diyaa re aaii re, aaii re, le mai.n aaii huu.n tere liye to.Daa re, to.Daa re, har ba.Ndhan ko pyaar ke liye jaan re, jaan re, aajaa tujhame.n samaa jaauu.n mai.n dil re dil re, terI saa.nso.n me.n bas jaauu.n mai.n chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tuu yaa phir aisaa kar, dharatii se milaa de mujhako tU hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako aa ... sau baar bulaae mai.n sau baar aauu.n, ik baar jo dil diyaa ik aa.Nkh roye to dUjii bolo, soyegii kaise bhalaa, in pyaar kii raaho.n me.n patthar hai.n kitane un sab ko hii paar kiyaa ik nadii huu.n mai.n chaahat bharii aaj milane saagar ko aaii yahaa.n sajanaa, sajanaa, aaj aa.Nsuu bhii mIThe lage tU hii re, tuu hii re tere binaa mai.n kaise jiyuu.n aajaa re, aajaa re, yuu.n hii ta.Dapaa naa tuu mujhako jaan re, jaan re, in saaso.n me.n bas jaa tuu chaa.Nd re, chaa.Nd re, aajaa dil kii zamiin pe tuu pal pal pal pal vakt to bItaa jaaye re zaraa bol zaraa bol vaqt se ke vo tham jaaye re aaii re, aaii re, le mai.n aaii huu.n tere liye jaan re, jaan re, aajaa tujhame.n samaa jaauu.n mai.n %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.