% Producer: Prasad Productions (1957) % % Contributor: Ramesh Hariharan (rameshh@acad1.tp.ac.sg) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % l : o chaa.Nd jahaa.N vo jAye - 2 tU bhI saath chale jaanaa, kaise hai.n, kahaa.n hai.n vo, har raat khabar laanaa, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd vo raah agar bhuule, aa ... vo raah agar bhuule, tU raah dikhaa denaa, parades me.n rAhI ko, ma.nzil kA pataa denaa, hai pahalaa safar unakaa, aur riit hai.n anjaanaa, har raat khabar laanaa, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd aa : kahanaa mere ho.nTho.n par, aa ... kahanaa mere ho.nTho.n par, rukatii huii aahe.n hai.n, yA rastaa unakaa hai - 2 yA merI nigaahe.n hai.n, betaab muhabbat kA, betaab hai afasaanaa, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd l : (hai chaa.Nd qasam merI, kuchh aur nA tU kahanaa ) - 2 aa : (kahanaa ke meraa tum bin, mushkil hai yahaa.n rehanaa ) - 2 l : ek dard ke maare ko, acchhaa nahii.n ta.DapaanA, har raat khabar laanaa, l aur aa : o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd jahaa.N vo jAye, o chaa.Nd %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.