% % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % ki: hazaar raahe.n, mu.Dake dekhii.n kahii.n se koI sadaa nA aaii l: ba.DI vafaa se, nibhaaii tumane hamaarii tho.Dii sI bevafaaii ... ki: jahaa.N se tum mo.D mu.D gaye the - 2 vo mo.D ab bhI vahii kha.De hai.n l: ham apane pairo.n me.n jaane kitane - 2 bha.nvar lapeTe hue kha.De hai.n ba.DI vafaa se, nibhAii tumane hamaarii tho.Dii sI bevafaaI ... ki: kahii.n kisii roz yuu.n bhI hotA hamaarii haalat tumhaarii hotI l: jo raate.n hamane guzaarii marake vo raat tumane guzaarii hotii.n ba.DI vafaa se, nibhaaii tumane hamaarii tho.Dii sI bevafaaii... ki: unhe.n ye zid thI ke ham bulaate hame.n ye ummiid vo pukaare.n l: hai naam ho.nTho.n me.n ab bhI lekin aavaaz me.n pa.D gaI daraare.n ki: hazaar rAhe.n, mu.Dake dekhii.n kahii.n se koI sadaa nA aaii l: ba.DI vafaa se, nibhaaii tumane hamaarii tho.Dii sI bevafaaii... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.