% % Contributor: Porky (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % \printtitle % rojaa jaan-e-man tuu hii meraa dil tujh bin tarase nainaa dil se nA jaatI hai.n yaade.n tumhaarii kaise tum bin jiinaa aa.Nkho.n me.n tuu hai aa.Nsuu me.n tuu hai aa.Nkhe.n ba.nd kar luu.n to man me.n bhii tuu hai Kvaabo.n me.n tuu saa.Nso.n me.n tuu, rojaa ... 1) chhuu ke yuu.n chalii havaa jaise chhuu gae ho tum phuul jo khile the vo, shuul ban gae hai.n kyo.n jii rahaa huu.n is liye dil me.n pyaar hai teraa zulm sah rahaa huu.n kyo.n intazaar hai teraa tumase mile binaa jaan bhii nA jaaegii qayaamat se pahale saamane tuu aaegii kahaa.n hai tuu kaisii hai tuu, rojaa? 2) Tha.nDii Tha.nDii aae havaa teraa kaam kyaa yahaa.n miit nahii.n paas me.n chaa.Ndanii tuu lauT jaa phuul kyo.n khile ho tum zulf nahii.n vo yahaa.n jhuke jhuke aasamaan merii ha.Nsii naa u.Daa pyaar ke binaa merii zindagii udaas hai koii nahii.n hai meraa sirf terii aas hai Kvaabo.n me.n tuu, saa.Nso.n me.n tuu, rojaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.