% % Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % hai e ho o aa.nkho.n me.n basaayaa thaa (aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa jab chaahuu.n tumhe.n dekhuu.n, aaiinaa banaayaa thaa) -2 aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa aa.Nkho.n me.n andheraa hai, vIraanaa seharaa hai naa jaane meraa vo chaa.nd, kis shahar me.n utaraa hai jIne kaa bataa tU hii, ab kyaa aramaan karuu.n mar jaane kaa ai dil, koii saamaan karuu.n ik saath jiye.nge ham (ik saath jiye.nge ham, kyo.n khvaab dikhaayaa thaa) - 2 jab chaahuu.n dekhuu.n, aa_iinaa banaayaa thaa kyaa jaan sakoge tum din kaise guzarataa hai ik pal bhii nahii gujare, haa.n aise guzarataa hai naa chain hii aataa hai, naa nii.nd hii aatii hai terii yaad aatii hai, aakar ta.Dapaatii hai mai.nne to tujhe jaanam maine to tujhe jaanam palako.n pe biThaayaa thaa - 2 jab chaahuu.n dekhuu.n, aa_iinaa banaayaa thaa hai e ho o aa.nkho.n me.n basaayaa thaa (aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa jab chaahuu.n tumhe.n dekhuu.n, aaiinaa banaayaa thaa ) - 2 %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.