% % Contributor: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % abhi: hai e ho o ... alkaa: laah laa laa ... abhi: aa.nkho.n me.n base ho tum (aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngaa aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngaa jab chaahuu.n tumhe.n dekhuu.n, aaiinaa banaa luu.ngaa) -2 aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngaa alkaa: aa.nkho.n me.n base ho tum (aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii jab chaahuu.n tumhe.n dekhuu.n, aaiinaa banaa luu.ngii) -2 aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii alkaa: takadiir merii ab to takadiir tumhaarii hai zahaa.n dil thaa kabhii meraa tasviir tumhaarii hai abhi: ye lab jo tere laraze mere dil me.n huii halachal meraa chain churaataa hai terii aa.Nkh kaa kaajal alkaa: abhii chain churaayaa hai (abhii chain churaayaa hai, kal tumhe.n churaa luu.Ngii) -2 jab chaahuu.n tumhe.n dekhuu.n, aaiinaa banaa luu.ngii abhi: he e ho o abhi: tuu paas jo mere hai, kyaa kaam bahaaro.n se ye chamakiile nainaa, kyaa kaam sitaaro.n se alkaa: tere naam kii dha.Dakan huu.n tere naam kii saa.nse.n huu.n ik pal naa judaa ho tum aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n ho.n abhi: koii naame-e-vafaa pUchhe (koii naame-e-vafaa pUchhe, mai.n naam teraa luu.ngaa) - 2 jab chaahuu.n dekhuu.n, aa_iinaa banaa luu.ngaa abhi: ho o alkaa: aa alkaa: aa.nkho.n me.n base ho tum (aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii jab chaahuu.n tumhe.n dekhuu.n, aaiinaa banaa luu.ngii ) - 2 abhi: he e ho o %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.