% % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Arun Verma % Ravi Subramanium % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % ruup ye teraa jisane banaayaa vo kahii.n mil jaaye to haath chUm luu.n - 2 ra.ng ye teraa jisane sajaayaa vo kahii.n mil jaaye to haath chUm luu.n ruup ye teraa kaarii kaarii ratiyaa se kaajal churaayaa terii pyaarii pyaarii a.Nkhiyo.n me.n lagaayaa aa ha ha haa haa, a ha haa haa, e he he mukh pe saveraa jisane sajAyaa vo kahii.n mil jaaye to haath chUm luu.n ruup ye teraa sundar aisii koii kavitaa nahii.n hai cha.nchal aisii koii saritaa nahii.n hai aa ha ha haa haa, a ha haa haa, aa haa haa a.ng a.ng teraa jisane banaayaa vo kahii.n mil jaaye to haath chUm luu.n ruup ye teraa goraa badan jaise shIshe kaa pyaalaa ban gayaa mai to bin piye matavaalaa e he he he he uh.n huu.n huu.n uhuu.n e he he haal ye meraa jisane banaayaa vo kahii.n mil jaaye to haath chUm luu.n ruup ye teraa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.