% % Contributor: Shashikant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % rafii: piite piite kabhii-kabhii yuu.n jaam badal jaate hai.n jaam badal jaate hai.n - 2 are kaam badal jaate hai.n, logo.n ke naam badal jaate hai.n rafii: ye paravaanaa-e-shamaa, mehamaan hai ik raat kaa - 2 dil kii baate.n chhe.D duu.n, Dar hai bas is baat kaa yahaa.n se vahaa.n tak jaane me.n, vahaa.n se yahaa.n tak aane me.n log ye kahate hai.n jii - 2 ba.nd lifaafe me.n bhii, dil ke paiGaam badal jaate hai.n piite piite ... aashaa: do rukh har tasviir ke, hairaa.n huu.N mai.n dekh ke rafii: hairaan huu.N mai.n dekh ke aashaa: hai ik cheharaa aur bhii, chehare pe har ek ke rafii: chehare pe har ek ke aashaa: najar ko najar jo aataa hai, fariibii-nazar kahalaataa hai nii.nd ke ik jho.nke se, aa.Nkh ke is dhokhe se rafii: raam aur shaam badal jaate hai.n dono: piite piite ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.