% % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [28] 14 May 1995 % Asha!! Aha! Kyaa aawaaz hai! malikaa-e-husn ke liye to bas Asha % ki aawaaz chaahiye! and Mumtaz! Oh that retrousse nose of hers! % iraade to cheharaa dekh kar hi pataa chal jaate hai! % % (ye hai reshamii, zulfo.n kaa andheraa nA ghabaraaiye jahaa.n tak mahak hai mere gesuo.n kii, chale aaiye ) - 2 suniye to zaraa, jo haqIkat hai kahate hai.n ham khulate rukate, in ra.ngii.n labo.n kii qasam jal uThe.nge diye juganuo.n kii tarah - 2 ye tabassum to faramaaiye, ##laugh## ye hai reshamI ... ( haay kyaa ha.Nsii hai, mar gaye ham! ajii sunatii ho, tum to kabhii aise nahii.n ha.Nsatii ho hamaaraa qatl karate vaqt! khair ha.Nsatii hogii to bhii hame.n kyaa pataa, bas ek najar hii hosh u.Daa detii hai, ki bas!! ) lalaa laa laa, lar lar laa, pyaasii, hai nazar, haa.n, ye bhii kahane kii hai baat kyaa tum ho mehamaa.n, to nA Thaharegii ye raat kyaa raat jaaye rahe.n, aap dil me.n mere - 2 aramaa.n ban ke rah jaaiye, ##laugh## ye hai reshamI ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.