% % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % ##slow##: ulfat me.n, zamaane kii ... har rasm ko, ThukarAo ... ulfat me.n zamaane kii, har rasm ko ThukarAo phir saath mere aao o ulfat me.n zamaane kii ... kadamo.n ko nA rokegii, za.njIr rivaazo.n kii ham to.D ke nikale.nge, diivaar samaajo.n kii duurii pe sahii ma.nzil, duurii se, nA ghabaraao ulfat me.n zamaane kii ... mai.n apanii bahAro.n ko, ra.ngiin bana luu.ngaa sau baar tumhe.n apanii, palako.n pe biThaa luu.ngaa shabanam kii tarah mere, gulashan me.n, bikhar jaao ulfat me.n zamaane kii ... aa jaao ke jiine ke, haalaat badal Daale.n ham tum zamaane ke, din raat badal Daale.n tum merI vafaao.n kii, ek baar, qasam khaao ulfat me.n zamaane kii ... % #endindian % End indian text....same as >! % TeX
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.