% % Contributor: Shashikant Joshi urf pintu diwana (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: % Comments: Pankha Road se Pintu Diwana [31] 14 May 1995 % Oh the guitar! I always simulate the guitar playing on this % song. The interlude I mean. I just don't care if it was an % Elvis song someday :-))) % bandiyaaN bhee kyaa lucky hotee haiN, jo bande mar mar ke loT % jaate haiN kadamoN meN. Ladies! What DO you feel, when a guy % maro-maro on you? Arey naheen bhai, maiN aapke shahar kaa % laD.akaa naheeN hooN, bas :-)))))) % shaayad Prince and Irfan/Ikram ko bhee sukoon milegaa jo % poochhate the (Azra ke Dholak ke Geet ke baad) ke ye sab kahaaN % hota hai :-)))))))) % % hue hai.n tumape aashiq ham, bhalaa maano buraa maano ye chaahat ab naa hogii kam, bhalaa maano buraa maano ## Guitar .... ## ye ruuThii sii najar ye maathe kii shikan - 2 libaase ra.ng me.n ye bal khaataa badan hai pyaasaa pyaar kaa ye saaraa baa.nkapan - 2 ho ho ho pyaar kyaa jaane tamannaa ab to pahachaano hue hai.n tumape ... ## Guitar .... ## ajI ik ham to kyaa, ho tum aise hasiin - 2 farishtaa bhii tumhe, agar dekhe kahI.n to jannat bhuul ke bahak jaaye yahii.n - 2 ho ho ho pyaar kyaa hai ... hue hai.n tumape ... ## Guitar .... ## tumhI ko chun liyaa, najar kii baat hai - 2 liyaa Gam aapakaa, zigar kii baat hai ho tum fir bhii khafaa, aka.D(? asar) kii baat hai - 2 ho ho ho pyaar kyaa hai ... hue hai.n tumape ... ## Guitar .... ## %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.