% % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % kahanaa hai, kahanaa hai ##(slow)## kahanaa hai, kahanaa hai, aaj tumase ye pahalii baar, ho tum hii, to lAI ho, jIvan me.n mere, pyaar pyaar pyaar - (2) tumase, kahane vaalii, aur bhI hai.n, pyaarii baate.n saamane sabake kaise, kah duu.n mai.n vo, pyaarii baate.n aaj mujhe bas itanaa hii ab karanaa hai iqaraar tum hii to lAI ho ... kab se, dil ne mere, maan liyaa hai tujhako apanaa aa.Nkhe.n merI dekh rAhI hai.n sote uThate ye sapanaa mere gale me.n Daal rAhI ho tum baaho.n kA haar tum hii to lAI ho ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.