% % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % ##(slow) ## hehe hai hehe hai , hehehehe hehehehe do do do do, baba baba bababababa ai hasiino.n, naazanIno.n , mai.n dil hathelii pe leke aa rahaa huu.N - 2 javaab do bhI, merI suno bhI mai.n kabase naGame mohabbat ke gaa rahaa huu.N ai hasiino.n ... Do Duuo Duuuuo Uuuuuuo ##(now fast) ## dil meraa hai ek khazaanaa, chhipaa jis hai dard puraanaa koI hai koI lene vaalaa, jo pyaar kA hai dIvaanaa paravAnA koI AtA hai nahii.n, mai.n kab se shamme.n jalaa rahaa huu.N ai hasiino.n ... haa haa haa oho oho oho mai.n saudaagar bhI nahii.n huu.N, koI jaaduugar bhI nahii.n huu.N bekaar huu.N nA aavaaraa, beghar bedar bhI nahii.n huu.N mai.n huu.N matavaalaa, ek dilavaalaa, saath degaa koI mai.n bulaa rahaa huu.N ai hasIno.n babad babad dashapeth dashapeth peth bena mushara raahii huu.N mai.n apanii dhun kA, kahii.n aur chal jaaU.ngaa Dhuu.NDhoge mujhe ro ro ke, mai.n haath nahii.n aauu.Ngaa ziddii huu.N magar, nahii.n dil kA buraa jo hai dil me.n, vo ho.nTho.n pe la rahaa huu.N ai hasiino.n ... ai hasiino.n, nAzanIno.n, mai.n dil hathelii pe leke aa rahaa huu.N - 2 javaab do bhI, merI suno bhI - 2 javaab do bhI, merI suno bhI ##(fades away)## %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.