% % Contributor: Vandana Sharma (uusharma@uxa.ecn.bgu.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % ham chal to pa.De hai.n jazbaa-e-dil - 2 jaanaa hai kidhar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n jazbaa-e-dil jaana hai kidhar maaluum nahii aagaaz-e-safar par naaza hai.n - 2 a.njaam-e-safar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n ... (kab jaam bhare, kab daur chale kab aaye idhar maaluum nahii ) - 2 uThe bhI agar Thaharegii kahaa.n - 2 saaqii kii nazar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n ... (ham akele kii had se bhI guzare seharaa-e-zunuun bhI chhaan liyaa ) - 2 ab aur kahaa.n le jaaegii - 2 saaqii kii najar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n ... (mumakin ho to ik lamhe ke liye takaliife.n tabassum kar lIjai ) - 2 ham me.n se abhii tak kitano ko mahafuum-e-sehar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n jazbaa-e-dil jaanaa hai kidhar maaluum nahii jazabaat ke sau (jazabaat ke sau aalam guzare ahasaas kii sadiyaa.n bIt gaI.n ) - 2 aa.Nkho.n se abhii un aa.Nkho.n tak - 2 kitanaa hai safar maaluum nahii aa.Nkho.n se abhii un aa.Nkho.n tak kitanaa hai safar maaluum nahii ham chal to pa.De hai.n jazbaa-e-dil %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.