% % Contributor: Ravi Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % churaa ke dil meraa goriyaa chalii - 2 u.Daa ke ni.ndiyaa kahaa.n tuu chalii pAgal huaa dIvaanaa huaa kaisii ye dil kii lagii churaa ke dil teraa chalii mai.n chalii mujhe kyaa pataa kahaa.n mai.n chalii ma.nzil merii bas tuu hii tuu churaa ke dil meraa churaa ke dil abhii to lage hai.n chaahato.n ke mele abhii dil meraa dha.Dakano.n se khele kisii mo.D pe mai.n tumako pukaaruu.n bahaanaa koii banaa to nA loge agar mai.n bataa duu.n mere dil me.n kyaa hai tum mujhase nigaahe.n churaa to nA loge agar ba.Dh gayii hai betaabiyaa.n kahii.n mujhase daaman chhu.Daa to naa loge kahataa hai dil dha.Dakate hue tum sanam hamaare ham tumhaare hue ma.nzil merii bas tuu hii tuu - 2 terii galii mai.n chalii churaa ke dil meraa goriyaa chalii churaa ke dil teraa chalii mai.n chalii nahii bevafaa tum ye mujhako khabar hai badalatii ruto.n se magar mujhako Dar hai na_ii hasarato.n kii na_ii sej par tum nayaa phuul koii sajaa to naa loge vafaae.n to mujhase bahut tumane kii hai magar is jahaa.n me.n hasii.n aur bhii hai.n kasam merii khaa kar itanaa bataa do kisii aur se dil lagaa to naa loge dhiire dhiire chorii corii aake mil TUT naa jaaye pyaar bharaa dil ma.nzil merii bas tuu hii tuu - 2 terii galii mai.n chalii churaa ke dil meraa goriyaa chalii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.