% % Contributor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % % piyA milan ko jAnA, hA.n piyA milan ko jAnA jag kI rAh, man kI mauj, dono.n ko nibhAnA piyA milan ko jAnA, hA.n piyA milan ko jAnA kA.NTe bikharA ke chalU.n, pAnI DhalakA ke chalU.n - 2 sukh ke liye sIkh rakhU.n - 2 pahale dukh uThAnA, piyA milan ko jAnA ... (pAyal ko bA.ndh ke - 2), uThI chubh nAg ke (?) pAyal ko bA.ndh ke dhIre-dhIre dabe-dabe pAvo.n ko ba.DhAnA piyA milan ko jAnA ... bujhe diye a.ndherI rAt, A.Nkho.n par dono.n hAth - 2 kaise kare kaThin bat - 2 chal ke AzamAnA, piyA milan ko jAnA hA.n piyA milan ko jAnA, jAnA piyA milan ko jAnA, jAnA piyA milan ko jAnA, hA.n piyA milan ko jAnA %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.