% % Contributor: % Transliterator: % Credits: Credits: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Editor: % % ik din bik jaaegaa, maaTii ke mol jag me.n rah jaae.nge, pyaare tere bol duuje ke ho.nTho.n pe, lekar apane giit koii nishaanii chho.D, phir duniyaa se gol laa laa lalallallaa (anahonii path me.n kaa.NTe.n laakh bichhaae honii to phir bhii bichha.Daa yaar milaae ) - (2) ye birahaa ye duurii, do pal kii majabuurii phir koii dilavaalaa kaahe ko ghabaraaye, tarampam, dhaaraa, to bahatii hai, bahake rahatii hai bahatii dhaaraa ban jaa, phir duniyaa se gol ek din ... (parade ke piichhe baiThii saa.Nval gorii thaam ke tere mere man kii Dorii ) - (2) ye Dorii naa chhuuTe, ye bandhan naa TuuTe bhor hone vaalii hai ab rainaa hai tho.Dii, tarampam, sar ko jhukaae tuu, baiThaa kyaa hai yaar gorii se nainaa jo.D, phir duniyaa se gol ek din ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.