% % Contributor: % Transliterator: % Credits: Credits: Anand P. Narayan (narayan@ucsu.Colorado.EDU) % Credits: Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: % % havaa ke saath saath ghaTaa ke sa.ng sa.ng o saathii chal mujhe leke saath chal tuu yuu.N hii din-raat chal tuu sambhal mere saath chal tuu le haatho.n me.n haath chal tuu o saathii chal ek to ye mausam hai ba.Daa suhaanaa apanaa to ye dil bhii hai diivaanaa parbat se aake na Takaraa jaanaa tuu banake baadal o saathii chal ... ha.Nsatii hai ye duniyaa to ha.Nsane de are naagan banakar is rut ko da.Nsane de mujhako apanii aa.Nkho.n me.n basane de o banake kaajal o saathii chal ... apani reshamii zulphe.n laharaane de mujhako apanii baa.nho.n me.n aane de thak ga_ii aaj bahut mai.n ab jaane de naa mile.nge phir kal o saathii chal ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.