% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Venkatasubramanian K G (gopala@cs.wisc.edu) % Shailesh Patel (spatel@hpcuhe.cup.hp.com) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % chalate chalate, mere ye giit yaad rakhanaa kabhii alavidaa naa kahanaa kabhii alavidaa naa kahanaa rote ha.Nsate, bas yuu.Nhii tum gunagunaate rahanaa kabhii alavidaa ... pyaar karate karate, ham tum kahii.n kho jaae.nge inhii bahaaro.n ke, aa.Nchal me.n thak ke so jaae.nge sapano.n ko phir bhii, tum yuu.Nhii sajaate rahanaa kabhii alavidaa ... biich raah me.n dilavar, bichha.D jaae.n kahii.n ham agar aur suunii sii lage tumhe.n, jiivan kii ye Dagar ham lauT aae.nge, tum yuu.Nhii bulaate rahanaa kabhii alavidaa ... ## (slow) ## chalate chalate ... rote ha.Nsate ... alavidaa to a.nt hai aur a.nt kisane dekhaa ye judaaii hii milan hai jo ham ne dekhaa yaado.n me.n aakar tum yuu.Nhii gaate rahanaa kabhii alavidaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.