% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % kaa karuu.N sajanii, aae na baalam khoj rahii hai.n piyaa paradesii a.Nkhiyaa.N - 2 aae na baalam jab bhii koii, aahaT hoe, manavaa moraa bhaage dekho kahii.n, TuuTe nahii.n, prem ke ye dhaage ye matavaarii priit hamaarii chhupe na chhupaae - (2) saavan ho tum mai.n huu.N torii badariyaa aaye na baalam, kaa karuu.N... bhor bha_ii aur, saa.Njh Dhalii re, samay ne lii a.nga.Daaii ye jag saaraa, nii.nd se haaraa, mohe nii.nd na aaii mai.n ghabaraauu.N, Dar Dar jaauu.N aae vo na aae - (2) raadhaa bulaae kahaa.N khoe ho kanhaiyyaa aae na baalam, kaa karuu.N... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.