% % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K. G (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: rec.music.indian.misc % Vishwanath Karra (karra@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % dukh ho yaa sukh % beginning of the song jab sadaa sa.ng rahe na koii phir dukh ko apanaaiye ki jaae to dukh na hoye (raahii manavaa dukh kii chi.ntaa kyo.n sataatii hai % Main song dukh to apanaa saathii hai ) - (2) sukh hai ek chhaa.Nv Dhalatii aatii hai jaatii hai dukh to apanaa saathii hai raahii manavaa dukh kii chi.ntaa kyo.n sataatii hai dukh to apanaa saathii hai duur hai ma.nzil duur sahii pyaar hamaaraa kyaa kam hai pag me.n kaa.NTe laakh sahii par ye sahaaraa kyaa kam hai hamaraah tere koii apanaa to hai (2) o..., sukh hai ek chhaa.Nv ... dukh ho koii tab jab jalate hai.n path ke diip nigaaho.n me.n itanii ba.Dii is duniyaa kii lambii akelii raaho.n me.n hamaraah tere koii apanaa to hai (2) o..., sukh hai ek chhaa.Nv ... ## (fading voice) ## dukh to apanaa saathii hai (2) %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.