% % Contributor: % Transliterator: % Credits: Ravi Subbarao (subbarao@nmsu.edu) % (R2RN@VM1.CC.UAKRON.EDU) % Anoop K Verma % Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ki: ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa aa: kahaa do dilo.n ne, kii ho.nge na mil kar, kabhii ham judaa (dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa aa: ye kyaa baat hai aaj kii chaa.ndanii me.n - 2 ke ham kho gaye pyaar kii raaginii me.n ki: ye baaho.n me.n baahe.n, ye bahakii nigaahe.n lo aane lagaa zi.ndagii kaa mazaa (dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa ki: sitaaro.n kii mahafil ne karake ishaaraa - 2 kahaa ab to saaraa jahaa.N hai tumhaaraa aa: muhabbat javaa.N ho, khulaa aasamaa.N ho kare koI dil aarazuu aur kyaa (dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa aa: qasam hai tumhe tum agar mujhase ruuThe - 2 ki: rahe saa.ns jab tak, ye ba.ndhan na TuuTe aa: tumhe.n dil diyaa hai, ye vaadaa kiyaa hai sanam mai.n tumhaarii rahuu.ngii sadaa ki: ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa (dono): kahaa do dilo.n ne, kii ho.nge na mil kar, kabhii ham judaa (dono): ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.