% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Prashant Kulkarni (praskulk@engin.umich.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % K Rai (rrai@plains.nodak.eduRavi) % Satish Subramanium (subraman@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % rahe.n naa rahe.n ham, mahakaa kare.nge ban ke kalii, ban ke sabaa, baaGe vafaa me.n ... mausam koI ho is chaman me.n ra.ng banake rahe.nge in fizaa me.n chaahat kii khushabuu, yuu.N hii zulfo.n se u.Degii, khizaayo.n yaa bahaare.n yuu.Nhii jhuumate, yuhii.N jhuumate aur khilate rahe.nge, ban ke kalii ban ke sabaa baaGe.n vafaa me.n rahe.n naa rahe.n ham ... khoye ham aise kyaa hai milanaa kyaa bichha.Danaa nahii.n hai, yaad hamako gu.nche me.n dil ke jab se aaye sirf dil kii zamii.n hai, yaad hamako isii sarazamii.n, isii sarazamii.n pe ham to rahe.nge, ban ke kalii ban ke sabaa baaGe vafaa me.n rahe.n naa rahe.n ham ... jab ham na ho.nge tab hamaarii khaak pe tum rukoge chalate chalate ashko.n se bhiigii chaa.ndanii me.n ik sadaa sii sunoge chalate chalate vahii.n pe kahii.n, vahii.n pe kahii.n ham tumase mile.nge, ban ke kalii ban ke sabaa baaGe vafaa me.n ... rahe.n naa rahe.n ham, mahakaa kare.nge ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.