% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % PVR Narasimha Rao (pvr@rice.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % pal bhar ke liye koI hame.n pyaar kar le jhuuThaa hii sahii do din ke liye koI iqaraar kar le jhuuThaa hii sahii pal bhar ... hamane bahut tujhako chhup chhupake dekhaa - 2 dil pe khii.nchii hai tere kaajal kii rekhaa kaajal ki rekhaa banii lachhaman kii rekhaa ho ho ho ho kaajal kii rekhaa ... raam me.n kyuu.N tuune raavaN ko dekhaa - 2 kha.De khi.Dakii pe e e e e e e kha.De khi.Dakii pe jogii sviikaar kar le jhuuThaa hii sahii pal bhar ... % ## [Hema Malini humming] ## hemaa: laa laa laa ... pyaar kar le % ## [Kishore takes over] ## jhuuTaa hii sahii kishor: jhuuThaa hii sahii (dhiire se ja.De tere nain ba.De, jis din se la.De tere dar pe pa.De ) - 2 sun sunakar terii nahii.n nahii.n jaa.N ... apanii nikal jaaye naa kahii.n zaraa haa.N kah de merii jaa.N kah de merii jaa.N kah de zaraa haa.N kah de jab rain pa.De nahii.n chain pa.De nahii.n chain pa.De jab rain pa.De maanaa tuu saare hasiino.n se ha.nsii.n hai - 2 apanii bhii suurat burii to nahii.n hai - 2 kabhii tuu bhii o kabhii tuu bhii hamaaraa diidaar kar le jhuuThaa hii sahii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.