% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % do buu.nde saavan kii haay do buu.nde saavan kii ek saagar kii siip me.n Tapake aur motii ban jaaye duujii ga.nde jal me.n girakar apana aap gavaaye kisako mujarim samajhe koI kisako doshh lagaaye do buu.nde saavan kii do kaliyaa.N gulashan kii haay do kaliyaa.N gulashan kii ek sehare ke biich gu.ndhe aur man hii man itaraaye ek arthii ke bhe.nT cha.Dhe aur dhuuli me mil jaaye kisako mujarim samajhe koI kisako doshh lagaaye - 2 do kaliyaa.N saavan kii do sakhiyaa.N bachapan kii haay do sakhiyaa.N bachapan kii ek si.nhaasan par baiThe aur ruupamatii kahalaaye duujii apane ruup ke kaaraN galiyo.n me bik jaaye kisako mujarim samajhe koI kisako doshh lagaaye do sakhiyaa.N bachapan kii %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.