% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % chunarii goTe me.n rupahalii goTe me.n saj rahii galii merii maa.N chunarii goTe me.n saj rahii galii merii ammaa chunarii goTe me.n chunarii goTe me.n rupahalii goTe me.n ... ammaa tere munne kii gajab hai baat oy cha.ndaa jaisaa mukha.Daa kiraN jaise haath saj rahii galii merii maa.N ... tuu maa.N kaa bachchaa haa.N jii naa baap na jachchaa haa.N jii bin khet kaa ba.ndaa haa.N jii bin muragii a.nDaa haa.N jii bin pahiye gaa.Dii haa.N jii bin aurat saa.Dii haa.N jii bin aam ki guThalii haa.N jii hai aam se hamako matalab guThalii se kyaa lenaa mil jaae maal apanaa ?? se kyaa lenaa saj rahii galii merii maa.N ... mai.n ma.ndir pahu.Nchaa haa.N jii ek bachchaa dekhaa haa.N jii naa koii aage haa.N jii naa koii piichhe haa.N jii mai.n chauk me.n aa ke haa.N jii le chalaa uThaa ke haa.N jii ki maa.N ko de duu.N haa.N jii ma.ndir me.n rakh duu.N haa.N jii ba.nde ne dekhaa haa.N jii vo zaalim samajhaa haa.N jii ye paap hai meraa haa.N jii bas mujhako gheraa haa.N jii phir poliis aaii haa.N jii kii laakh duhaaii haa.N jii vo ek na maanaa haa.N jii pa.D gayaa le jaanaa haa.N jii sochaa le jaakar haa.N jii use rakh duu.N baahar haa.N jii ba.Daa jatan lagaayaa haa.N jii koI kaam na aayaa haa.N jii sa.Dako.n par dekhaa haa.N jii gaa.Dii me.n phe.nkaa haa.N jii ban gayaa ye ba.ndaa haa.N jii is gale kaa pha.ndaa haa.N jii mai.n phir bhii ?? haa.N jii kachare me.n Daalaa haa.N jii phir baarish aaii haa.N jii a.ndhiyaarii chhaaii haa.N jii bijalii jab ka.Dakii haa.N jii merii chhaatii dha.Dakii haa.N jii ek tiir saa laagaa haa.N jii mai.n vaapas bhaagaa haa.N jii phir bachche ko uThaayaa gale se yuu.N lagaayaa aage kyaa boluu.N yaaraa mai.n paapii dil pe haaraa beTaa tere kisse pe dil meraa ro-e jiye teraa munnaa ??? ??? ??? ho-e saj rahii galii merii maa.N chunarii goTe me.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.