% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % (shahd@woods.ulowell.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % sapano.n ke shahar, ham banaaye.nge ghar pal bhar me.n, ye banaa, ye giraa chaa.ndii kaa ra.Ng, hiire kaa ruup, ghar par mere, sone kii dhuup kal tak jo thaa, hogaa na kal, dil kaa meraa shiish mahal, kho gayii, roshanii sapano.n ke shahar, ham banaaye.nge ghar ... ghar ko banaa, dar ko sajaa, kisake liye mai.n hu.N kha.Daa tum bekhabar, mai.n huu.N magar, tanahaa pa.Daa, patthar ke ghar tum nahii.n, kuchh nahii.n sapano.n ke shahar, ham banaaye.nge ghar ... kyuu.N ho judaa, mujhase khafaa, aa jaao tum, na do sazaa mausam ha.nse, gulashan ha.nse, ghar par mere, aa.ngan ha.nse ro rahaa, dil meraa sapano.n ke shahar, ham banaaye.nge ghar ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.