% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % haule-haule saajanaa dhiire-dhiire baalamaa o ho ho ho, ho ho ... zaraa haule-haule chalo more saajanaa ham bhii piichhe hai.n tumhaare kaisii bhiigii-bhiigii rut hai suhaanii, kaise pyaare nazaare zaraa haule-haule ... (pa.D gaI janaab mai.n to aap ke gale ab to nibhaae bagair naa chale ) - 2 pyaar ke safar me.n hote hii rahe.nge jhaga.De hazaar sanam pyaar ke diivaane, chalate hii rahe.nge phir bhii milaake kadam sajanaa hote hii rahe.nge niichii nazar ke miiThe-miiThe ishaare zaraa haule-haule ... (dekhalii huzuur maine aap kii vafaa baato.n hii baato.n me.n ho gaye khafaa ) - 2 dil ko to dilabar le hii chuke ho dil kaa karaar na lo mujhe meraa pyaar do, duniyaa sa.nvaar do jiine kii baat karo sajanaa tum jo nahii.n to kaise lagegii jiivan nayyaa kinaare zaraa haule-haule ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.