%
% Contributor:
% Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org)
% Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup)
% Prashant Kulkarni (praskulk@darboux.engin.umich.edu)
% Neeraj Malhotra (malhotra@bedford.progress.COM)
% C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
%
%
giitaa: Kayaalo.n me.n kisii ke, is tarah aayaa nahii.n karate
kisii ko bevafaa aa aa ke ta.Dapaayaa nahii.n karate
mukesh: dilo.n ko rau.nd kar dil apanaa bahalaayaa nahii.n karate
jo Thukaraae gae ho.n unako Thukaraayaa nahii.n karate
giitaa: jinhe.n miTanaa ho vo miTane se Dar jaayaa nahii.n karate
vo Dar jaayaa nahii.n karate
muhabbat karane vaale Gam se ghabaraayaa nahii.n karate
kisii ko ...
mukesh: muhabbat kaa sabak siikho, ye jaakar jalanevaalo.n se
ye jaakar jalanevaalo.n se
ke dil kii baat bhii lab tak kabhii laayaa nahii.n karate
jo Thukaraaye ...
%
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.