% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % jab bhii koI ka.nganaa bole paayal chhanak jaaye soyii soyii dil kii dha.Dakan sulag sulag jaaye karuu.N jatan laakh magar man machal machal jaaye machal machal jaaye, jab bhii koI ka.nganaa bole chhalak gaye ra.ng jahaa.N par ulajh gaye nainaa re nainaa ulajh gaye nainaa paaye nahii.n man ba.njaaraa kahii.n bhii ye chainaa re chainaa kahii.n bhii ye chainaa mere man kii pyaas adhuurii mujhe bhaTakaaye, jab bhii koI ka.nganaa bole kalii kalii jhuume re bha.nvaraa agan pe jal jaaye pata.ngaa agan pe jal jaaye cha.ndaa ko chakor nihaare isii me.n sukh paaye re paaye isii me.n sukh paaye jiivan se ye ras kaa ba.ndhan to.Daa nahii.n jaaye, jab bhii koI ka.nganaa bole %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.