% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % Subject: Romance with Raga Pahadi % rafii: mujhe chhuu rahii hai.n terii garm saa.Nse.n mere raat aur din mahakane lage hai.n lataa: terii narm saa.Nso.n ne aise chhuaa hai.n ke mere to paao.n bahakane lage hai.n rafii: labo.n se agar tum bulaa naa sako to nigaaho.n se tum naam lekar bulaa lo lataa: tumhaarii nigaahe.n bahut bolatii hai.n zaraa apanii aa.Nkho.n pe palake giraa do rafii: mujhe chhuu rahii hai.n terii garm saa.Nse.n mere raat aur din mahakane lage hai.n rafii: pataa chal gayaa hai ke ma.nzil kahaa.N hai chalo dil ke lambe safar pe chale.nge lataa: safar khatm kar de.nge ham to vahii.n par jahaa.N tak tumhaare kadam le chale.nge rafii: mujhe chhuu rahii hai.n terii garm saa.Nse.n mere raat aur din mahakane lage hai.n lataa: terii narm saa.Nso.n ne aise chhuuaa hai.n ke mere to paao.n bahakane lage hai.n %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.