% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@exa.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Kedar Nahade (ksn2@Lehigh.EDU) % Ikram Ahmad Khan (i-khan@tamu.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % baar baar dekho, hazaar baar dekho ke dekhane kii chiiz hai.n, hamaaraa dilarubaa, Taalii ho Taalii ho, Taalii ho (haa.N jii haa.N, aur bhii ho.nge diladaar yahaa.N laakho.n dilo.n kii bahaar hai.n par ye baat kahaa.N ) - 2 ye bemisaal husn, laajavaab ye aadaa, Taalii ho Taalii ho, Taalii ho (dil milaa, ek jaane mahafil milaa yaa chiraaGe ma.nzil milaa ye na puuchho ke kahaa.N ) - 2 nayaa nayaa ye aashiqii kaa raaz hai merA, Taalii ho Taalii ho, Taalii ho (balle balle, uThake misTar kyuu.N chale pyaar pe mere kaho kyuu.N jale baiTh bhii jaao meharabaa.N ) - 2 duaa koI mile tumhe.n bhii aisaa dilarubaa, Taalii ho Taalii ho, Taalii ho %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.