% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Private Eye (an36002@anon.penet.fi) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ## (Lata Mangeshkar) ## rim-jhim gire saavan, sulag sulag jaae man bhiige aaj is mausam me.n, lagii kaisii ye agan rim-jhim gire saavan ... pahale bhii yuu.N to barase the baadal, pahale bhii yuu.N to bhiigaa thaa aa.nchal ab ke baras kyuu.N sajan, sulag sulag jaae man bhiige aaj is mausam me.n, lagii kaisii ye agan rim-jhim gire saavan ... is baar saavan dahakaa huaa hai, is baar mausam bahakaa huaa hai jaane piike chalii kyaa pavan, sulag sulag jaae man bhiige aaj is mausam me.n, lagii kaisii ye agan rim-jhim gire saavan ... ## (Kishore Kumar) ## rim-jhim gire saavan, sulag sulag jaae man bhiige aaj is mausam me.n, lagii kaisii ye agan rim-jhim gire saavan ... jab ghu.ngharuo.n sii bajatii hai.n buu.nde, aramaa.N hamaare palake na muu.nde kaise dekhe sapane nayan, sulag sulag jaae man bhiige aaj is mausam me.n, lagii kaisii ye agan rim-jhim gire saavan ... mahafil me.n kaise kah de.n kisii se, dil ba.ndh rahaa hai kis ajanabii se haay kare ab kyaa jatan, sulag sulag jaae man bhiige aaj is mausam me.n, lagii kaisii ye agan rim-jhim gire saavan ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.