% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % tuu jahaa.N jahaa.N chalegaa, meraa saayaa, saath hogaa meraa saayaa, meraa saayaa kabhii mujhako yaad karake, jo bahe.nge tere aa.Nsuu to vahii.n pe rok le.nge, unhe.n aake mere aa.Nsuu tuu jidhar kaa rukh karegaa, meraa saayaa, saath hogaa ... tuu agar udaas hogaa, to udaas huu.ngii mai.n bhii nazar aauu.N yaa naa aauu.N, tere paas huu.ngii mai.n bhii tuu kahii.n bhii jaa rahegaa, meraa saayaa, saath hogaa ... mai.n agar bichha.D bhii jaauu.N, kabhii meraa Gam na karanaa meraa pyaar yaad karake, kabhii aa.Nkh nam na karanaa tuu jo mu.Dake dekh legaa, meraa saayaa, saath hogaa ... meraa Gam rahaa hai shaamil, tere dukh me.n, tere Gam me.n mere pyaar ne diyaa hai, teraa saath har janam me.n tuu koI janam bhii legaa, meraa saayaa saath hogaa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.