% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde% Credits: rec.music.indian.misc % Pradeep Dubey % C.S. Sudarshana Bhat % S. Jagadish % Vandana Venkatesan % Editor: Anurag Shankar % Last Modified: 11/22/1996 % % uThe sabake kadam, taraa ram-pam-pam ajii aise giit gaayaa karo kabhii khushii kabhii Gam, taraa ram-pam-pam ha.nso.n aur ha.nsaayaa karo vo pyaare din aur vo pyaarii raate.n yaad hame hai.n vo mulaakaate.n nahii.n koI Gam mujhe nahii.n hai gilaa zi.ndagii kii raah me.n milaa hai jabase tuu mere hamadam shabanam ham hai.n aur tum sholaa ban jaayaa karo kabhii khushii ... ra.Ng nayaa hai ruup nayaa hai jiine kaa to jaane kahaa.N Dha.ng gayaa hai kise hai fikar inhe.n kyaa pasa.nd pyaar ke jahaa.N me.n razaama.nd jab ham tum tum ham ban gae hai.n sanam bedha.Dak mere ghar aayaa karo kabhii khushii ... laa laa ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.