% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ## (Kishore) ## aa rii aa jaa, ni.ndiyaa tuu le chal kahii.n u.DanakhaTole me.n, duur duur duur yahaa.N se duur meraa to ye jiivan samaa mere yaar ba.Daa dukh de par mujhako jahaa.N me.n milaa sukh kaun ba.Daa tujhase tere liye merii jaa.N, zahar hazaar, mai.n pii luu.ngaa taj duu.ngaa duniyaa, ek tere, sa.ng jii luu.ngaa khuub (?) nazar ke nuur % Singer(s): KK & Lata ## (Kishore and Lata) ## aa rii aa jaa, ni.ndiyaa tuu le chal kahii.n u.DanakhaTole me.n, duur duur duur yahaa.N se duur ye sach hai ki mai.n agar sukh chain dilaataa huu.N terii duniyaa se mai.n phir kahii.N kab duur chalaa jaaU.N nahii.n mere ## daddy, ## aisii baat, phir se naa kahanaa rah jaanaa jab tuu (?) phir mujhako bhii nahii.N rahanaa naa jaa tuu hamase duur %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.