% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Ashish S Bokil (abokil@hubcap.clemson.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % o maa.njhii re, apanaa kinaaraa, nadiyaa kii dhaaraa hai o maa.njhii re ... % a high pitched flute interlude here makes you fiil the intensity of emotions % and the depth of sound.. % saahilo.n pe bahane vaale kabhii sunaa to hogaa kahii.n, o ... ho, kaagazo.n kii kashtiyo.n kaa kahii.n kinaaraa hotaa nahii.n ho maa.njhii re ... maa.njhii re koI kinaaraa jo kinaare se mile vo, apanaa kinaaraa hai ... o maa.njhii re ... % violins and flute again play havoc in your mind... paaniyo.n me.n bah rahe hai.n kaI kinaare TuuTe hue o ... ho, raasto.n me.n mil gae hai.n sabhii sahaare chhuuTe hue ... koi sahaaraa majhadhaare me.n mile vo, apanaa sahaaraa hai ... o maa.njhii re, apanaa kinaaraa, nadiyaa kii dhaaraa hai o maa.njhii re ... % the sailing beat continues till it fades out... The sailor is gone... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.