% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % % Wish you all a very festive Deepavali. I hope some of you dudes from the CBSE % board remember this song ... (no, it is not a Hindi film song as far as I know!) diip jalaao, diip jalaao, aaj divaalii re . khushii-khushii sab ha.nsate aao, aaj divaalii re . mai.n to luu.ngaa khel-khilaune, tum bhii lenaa bhaaii naacho, gaao, khushii manaao, aaj divaalii aaii . aaj paTaakhe khuub chalaao aaj divaalii re . diip jalaao, diip jalaao aaj divaalii re . nae-nae mai.n kapa.De pahanuu.n, khaauu.n khuub miThaaii . haath jo.Dakar puujaa kar luu.n aaj divaalii aaii . khaao mitro.n, khuub miThaaii, aaj divaalii re . diip jalaao, diip jalaao, aaj divaalii re . aaj dukaane.n khuub sajii hai.n ghar bhii jagamag karate . jhilamil-jhilamil diip jale hai.n kitane achchhe lagate . aao, naacho, khushii manaao, aaj divaalii re . diip jalaao, diip jalaao, aaj divaalii re . %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.