% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % rafii: tujhe jiivan kii Dor se, baa.ndh liyaa hai,... baa.ndh liyaa hai tere zulmo-sitam, sar aa.Nkho.n par lataa: maine badale me.n pyaar ke, pyaar diyaa hai,... pyaar diyaa hai terii khushiyaa.N aur gam, sar aa.Nkho.n par rafii: tujhe jiivan kii ... (apsaraa koI aae to dekhuu.N nahii.n koI bahakaaye ha.nsake to bahakuu.N nahii.n ) - 2 tore matavaare naino.n ne, jaaduu kiyaa o ... tore matavaare naino.n ne, jaaduu kiyaa terii ulfat sanam ... sar aa.Nkho.n par lataa: maine badale me.n pyaar ke, pyaar diyaa hai,... pyaar diyaa hai terii kushiyaa.N aur gam, sar aa.Nkho.n par (mere jiivan kii anamiT kahaanii hai tuu merii taqadiir aur zi.ndagaanii hai tuu ) - 2 liye firate hai.n sabase chhupaaye hue o ... liye firate hai.n sabase chhupaaye hue terii tasaviir ham ... sar aa.Nkho.n par rafii: tujhe jiivan kii Dor se, baa.ndh liyaa hai,... baa.ndh liyaa hai tere zulmo-sitam, sar aa.Nkho.n par (dono): tujhe jiivan kii Dor se, baa.ndh liyaa hai, baa.ndh liyaa hai tere zulmo-sitam, sar aa.Nkho.n par %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.