% % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Dinesh K. Prabhu (prabhu@amelia.nas.nasa.gov) % Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Comments: The happier version (do diivaane shahar me.n) is #1097.s % % ek akelaa is shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n aabodaanaa Dhuu.NDhataa hai, aashiyaanaa Dhuu.NDhataa hai din khaalii khaalii bartan hai.n, aur raat hai jaise a.ndhaa ku.Nvaa.n in suunii a.ndherii aa.Nkho.n me.n, aa.NsU kii jagah aataa hai.n dhu.Nvaa.n jiine kii vajah to koI nahii.n, marane kaa bahaanaa Dhuu.NDhataa hai ek akelaa is shehar me.n in umr se lambii sa.Dako.n ko, manzil pe pahu.nchate dekhaa nahii.n bas dau.Datii phiratii rahatii hai.n, ham ne to Thaharate dekhaa nahii.n is ajanabii se shehar me.n, jaanaa pahachaanaa Dhuu.NDhataa hai ek akelaa is shehar me.n %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.