% % Contributor: Ravi Kant Rai % Transliterator: % Credits: % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % chaa.Ndii jaisaa ra.ng hai teraa sone jaise baal ik tuu hii dhanavaan hai gorii baakii sab ka.ngaal jis raste se tuu gujare vo phuulo.n se bhar jaaye (2) tere pair kii komal aahaT sote bhaag jagaaye jo patthar to chhuu le gorii vo hiiraa ban jaaye tuu jisako mil jaaye vo tuu jisako mil jaaye vo ho jaaye maalaamaal ik tuu hii dhanavaan hai gorii baakii sab ka.ngaal jo bera.ng hai.n usape kyaa kyaa ra.ng jamaate log (2) tuu naadaan na jaane kaise ruup churaate log nazare.n jii jii bhar ke dekhe.n aate jaate log chhail chhabiilii raanii tho.Daa chhail chhabiilii raanii tho.Daa ghuu.NghaT aur nikaal ik tuu hii dhanavaan hai gorii baakii sab ka.ngaal ghanak ghaTaa kaliyaa.N aur taare sab hai.n teraa ruup (2) gazale.n ho.n yaa giit ho.n mere sab me.n teraa ruup yuu.N hii chamakatii rahe hameshaa tere husn kii dhuup tujhe nazar naa lage kisii kii tujhe nazar naa lage kisii kii jiye hazaaro.n saal ik tuu hii dhanavaan hai gorii baakii sab ka.ngaal chaa.Ndii jaisaa ra.ng hai teraa sone jaise baal ik tuu hii dhanavaan hai gorii baakii sab ka.ngaal %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.