% % Contributor: Ravi Kant Rai % Transliterator: % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % aasamaa.n pe hai khudaa aur zamii.n pe ham (2) aajakal vo is taraf dekhataa hai kam aasamaa.n pe hai khudaa aur zamii.n pe ham aajakal kisii ko vo Tokataa nahii.n, chaahe kuchh bhii kijiiye rokataa nahii.n ho rahii hai luT maar phaT rahe hai.n bam aasamaa.n pe hai khudaa aur zamii.n pe ham aajakal vo is taraf dekhataa hai kam aasamaa.n pe hai khudaa aur zamii.n pe ham kisako bheje vo yahaa.n khaakh chhaane is tamaam bhii.D kaa haal zaanane aadamii hai.n anagiinat devataa hai.n kam aasamaa.n pe hai khudaa aur zamii.n pe ham aajakal vo is taraf dekhataa hai kam aasamaa.n pe hai khudaa aur zamii.n pe ham jo bhii hai vo Thiik hai zikra kyU.n kare.n ham hii sab jahaa.n kii phikra kyU.n kare.n jo bhii hai vo ThIk hai zikra kyU.n kare.n ham hii sab jahaa.n kii phikra kyU.n kare.n jab use hii Gam nahii.n kyU.n hame ho Gam aasamaa.n pe hai khudaa aur zamii.n pe ham aajakal vo is taraf dekhataa hai kam aasamaa.n pe hai khudaa aur zamii.n pe ham %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.