% % Contributor: Ravi Kant Rai % Transliterator: % Credits: Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ham chal rahe the, vo chal rahe the magar duniyaavaalo.n ke dil jal rahe the ham chal rahe the, vo chal rahe the magar duniyaavaalo.n ke dil jal rahe the ham chal rahe the vohii hai phizaaye.n vohii hai havaaye.n magar pyaar ki ab nahii vo adaaye.n vohii hai phizaaye.n vohii haihavaaye.n magar pyaar ki ab nahi vo adaaye.n bulaaye.n ham unako, magar vo na aaye.n ham chal rahe the, vo chal rahe the magar duniyaavaalo.n ke dil jal rahe the ham chal rahe the unhe.n bhulakar bhii, bhulaa naa sakU.ngaa jo dil me.n lagii hai bujhaa naa sakU.ngaa unhe.n bhulakar bhii, bhulaa naa sakU.ngaa jo dil me.n lagii hai bujhaa naa sakU.ngaa mai.n sapano.n kii duniyaa sajaa naa sakU.ngaa ham chal rahe the, vo chal rahe the magar duniyaavaalo.n ke dil jal rahe the ham chal rahe the %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.