% % Contributor: Ravi Kant Rai % Transliterator: % Credits: Rajan Parrikar % Arati Deo (arati@soma.rice.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % bhuulii huii yaado.n, mujhe itanaa naa sataao ab chain se rahane do, mere paas na aao bhuulii huii yaado.n ... daaman me.n liye baiThaa huu.N, (TuuTe hue taare - 2) kab tak mai.n jiyuu.Ngaa yuu.Nhii, (khvaabo.n ke sahaare - 2) dIvaanaa huu.N, ab aur naa dIvaanaa banaao ab chain se rahane do, mere paas na aao bhuulii huii yaado.n ... lUTo naa mujhe is tarah, (doraahe pe laake -2 ) aavaaz na do ek (nayI raah dikhaake - 2) sa.nbhalaa huu.N mai.n gir-girake mujhe, phir naa giraao ab chain se rahane do mere paas naa aao bhuulii huii yaado.n, mujhe itanaa naa sataao ab chain se rahane do, mere paas na aao bhuulii huii yaado.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.