% % Contributor: Ravi Kant Rai % Transliterator: Ravi Kant Rai % Credits: Rajan Parrikar % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % ye dil hai muhabbat kaa pyaasaa is dil kaa ta.Dapanaa kyaa kahiye maayUs hai.n ham maGarUr ho tum aur tumape hii miTanaa kyaa kahiye ye dil hai ye shauk hame.n ke uThaa le unhe.n vo sharm-o-hayaa ke maare hai.n ye shauk, ye shauk hame.n ke uThaa le unhe.n vo sharm-o-hayaa ke maare hai.n - 2 ye had se guzar jaanaa apanA aur unakaa simaTanaa kyaa kahiye ye dil hai kis soch me.n ho kuchh hosh nahii.n ye ghabaraahaT bhii kaisii hai - 2 bal khaa ke hamii.n se haT jaanaa phir hamase nipaTanaa kyaa kahiye ye dil hai aa jaao hamaarii baaho.n me.n haay ye hai kaisii majabUrii aa jaao, aa jaao hamaarii baaho.n me.n haay ye hai kaisii majabUrii - 2 ham aapake hai.n koI gair nahii.n apano.n se ulajhanaa kyaa kahiye ye dil hai ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.