% % Contributor: Pranav Shah % Transliterator: Ravi Kant Rai % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % % chi: ye hasii.n vaadiyaa.n, ye khulaa aasamaa.n aa gaye ham kahaa.n ai mere saajanaa in bahaaro.n me.n dil kii kalI khil gayii mujhako tum jo mile har khushii mil gayii su: tere hoTho.n pe hai.n husn kii bijaliyaa.n tere gaalo.n pe hai.n zulf kii badaliyaa.n tere daaman kii khushabU se mahake chaman sa.ng-e-maramar ke jaisaa hai teraa badan chi: merii jaanejaa.n mai.n terii chaa.Ndanii chhe.D lo tum aaj koI, pyaar kii raaginii dono: ye hasii.n vaadiyaa.n ye khulaa aasamaa.n ... su: ye bandhan hai pyaar kaa, dekho TUTe naa sajanii chi: ye janmo.n kaa saath hai, dekho chhUTe naa saajanaa su: tere aa.Nchal kii chhaa.nv ke tale merii manzil mujhe mil gayii chi: terii palako.n kii chhaa.nv ke tale muhabbat mujhe mil gayii dono: ye hasii.n vaadiyaa.n ... chitra: jii karataa hai saajanaa, dil me.n tumako biThaa lU.N su: aa mastii kii raat me.n, apanaa tum ko banaa lU.N chitra: u.Dane lage hai.n tUfaa.n kyo.n mere sIne me.n ai sanam su: tumhe.n chaahU.ngaa dil-o-jaan se merI jaan-e-jaa.n merii qasam dono: ye hasii.n vaadiyaa.n ... %
This site is maintained by
Navin Kabra. Please send comments and suggestions to
The ITRANS Song Book is maintained by
Anurag Shankar
and a
team
of volunteers.
Please send new songs, corrections etc to
.